Receive exquisite poems.
He Priyatam
he priyatam
adbhut chhavi ban
sundaratam

base ho tum
man mandir me
aaraadhy ban

bhramar jaise
paagal ban Dhoo(n)Dhoo
main puShpavan

tum jharanaa
main indradhanuSh ke
rangeen kaN

chanchalataa main
jyon alhaḌ lahar
saagar tum

tum vishaal
anant yug jaise
main ek kShaN

ho taruvar
aDig dheer sthir
to main pavan

jaise lalaaT
par koree bindiyaa
saje chandan

he priyatam....
- Manoshi Chatterjee
Manoshi Chatterjee
Email : [email protected]
Manoshi Chatterjee
Email : [email protected]

***
Donate
A peaceful house of the beauty and solace of Hindi poetry, free from the noise of advertisements... to keep Kaavyaalaya like this, please donate.

₹ 500
₹ 250
Another Amount
Manoshi Chatterjee
's other poems on Kaavyaalaya

 Aaj Kuchh Maangtee Hoon Priya
 Pathjhar Kee Paglaayee Dhoop
 Priya Tum
 Shaam Huyee Aur Tum Naheen Aaye
 He Priyatam
This Month :
'Amaratva (Immortality)'
Clare Harner


kabr pe meree bahaa naa aa(n)soo
hoo(n) vahaa(n) naheen main, soee naa hoo(n).

jhonke hajaaron havaaon kee main
chamak heeron-see himakaNon kee main
sharad kee giratee phuhaaron men hoo(n)
phasalon par paḌatee ...
..

Read and listen here...
random post | poem sections: shilaadhaar yugavaaNee nav-kusum kaavya-setu | pratidhwani | kaavya-lekh
contact us | about us
Donate

a  MANASKRITI  website