Receive exquisite poems.
Karma
karm daivik sampadaa kaa dvaar hai;
vishv ke utkarSh kaa aadhaar hai.

karm poojaa, saadhanaa kaa dhaam hai;
karmayogee ko kahaa(n) vishraam hai.

karm bhaavee yojanaa kaa nyaas hai;
saty-chit-aanand kaa abhyaas hai.

karm jeevan kaa madhuratam kaavy hai;
karm se hee mukti bhee sambhaavy hai.
- Kiritchandra Joshi
Ref: Navneet Hindi Digest, May 1999
Poet's Address: B 12 Shivam Complex Lanka, Varanasi 221005

***
Donate
A peaceful house of the beauty and solace of Hindi poetry, free from the noise of advertisements... to keep Kaavyaalaya like this, please donate.

₹ 500
₹ 250
Another Amount
This Month :
'Amaratva (Immortality)'
Clare Harner


kabr pe meree bahaa naa aa(n)soo
hoo(n) vahaa(n) naheen main, soee naa hoo(n).

jhonke hajaaron havaaon kee main
chamak heeron-see himakaNon kee main
sharad kee giratee phuhaaron men hoo(n)
phasalon par paḌatee ...
..

Read and listen here...
random post | poem sections: shilaadhaar yugavaaNee nav-kusum kaavya-setu | pratidhwani | kaavya-lekh
contact us | about us
Donate

a  MANASKRITI  website